Wazeefah me kisi aur ka naam lena
Question
Main kisi shakhs k lye wazifa parhna chahti hon uss k lye uss ki mother ka naam uss wazeefe ma hona zaruri ha lekin mjhy unki mother ka naam nhi pata. To mjhy kya kerna chahye. Kya main unki mother name ki jagah Amma Hawa (R.A) ka naam bol sakti hon.
Answer
Wazeefah me Allah Ta`ala ka naam hona chaahiye, kisee aur ka naam hona saheeh nahi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.