Humbistari se kab ghusal waajib hota?
Question
Agar koi hambistari karta he aur kuch discharge nahi hota achaanak koi kaam par gaya to baahar jaana para to napaak hogaya ya nahi?
Answer
Agar us ne apni sharamghaa ko biwi ki sharamghaa me daakil kiya, to wo na paak hogaya aur ghusal us par waajib howa.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.