Beti ka haqq waalid ke maal me
Question
Kya beti ka jaeadad main koi haq ha. jab k us ki shadi kar di ha agar baap zida ho to kya haq ha oar agar baap k foot hone k baad kya haq ha
Answer
Beti ki zindagi me usko apne jaaidaad me tasarruf karne ka haq pohonchta he. Albatta ye beti ki sa`adat he ke waalidayn ki khidmat kare unke dharoorate par achchi tarah kharach kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.