Quraan par haat rakh kar jhooti qasam khana

· 6 Safar 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQasam owr mannat

Question

Agar Quraan par hath rakh kar aur jazbat main aa kar jhooti qasam kha li jaye tu kia karna chahiye? mujh sa ye gunah anjane main ho gaya hai..aur main andar hy andar ghutan mehsos kar rhy hon kuch smhj nhy araha kia karon.

Answer

Ye bohot bara sangeen ghunaa he. Allah Tala se ro ro kar tawba maange aur sache dil se phukta azam kare ke aainda tum ye ghunaa nahi karenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.