Ghalati se billi ka bachcha ko maar daalna
Question
Aaj mujh se billi ka bachcha meri bike k nechay aaker margaya mainay jan bojh ker nahi mara mujhe batain k meray uper koi gunaah toa nahi hai
Answer
Jab jaan booj kar nahi howa to ghunaa nahi he, lekin aainda aap ko chahiye ke aap ziyaada ihtiyaat se kaam le.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.