Zakaat kab waajib hoti he?

· 9 Safar 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsZakaat ke masaailWujoob-e-zakaat

Question

Mara ghar rent par hai aur may na advance 20,000 diya hai aur sath marie salary 28000 tak hai kia muja per zakat hoti hai aur agar hoti hai tu kitni honi chaiyee?

Answer

Agar qamri hisaab se saal ke poore hone par nisaab ke ba qadar aapke paas payse ho to zakaat waajib he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.