Zakaat ka khana khana

· 11 Safar 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsZakaat ke masaailMasaarif

Question

Me apni shop ki roz ki kamai ki zakat nikalta hou and ho paise jama ho jate hai tu us ki khane ki deg banwa k khana bant deta hou tu kya us me se hum kha sakte hai ya nahi?

Or agar nahi kha sakte tu un paiso me apna normally paise mila k banwai jaye yani dukan ki kami ki zakat or apne normally paise mila k deg banwai jaye tu us me se phir thora khanna nikal k kha sakte hai or baqi bannt dy tu kya bhether hai

Answer

Zakaat khud nahi kha sakta.

Jee, ba shart ye ke sirf apna hissah nikaale.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.