Dua-e-qada, dua-e-noor, dua ganjul arsh, waghairah

· 19 Safar 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsDua owr Zikr

Question

Main kuch dua k bary main janana chati hoon k yeh dua saheeh hadees say sabet hain k nahe, dua qadah (es dua k bary main likha hota hai k yeh Hazrat Anas radhiyallahu anhu ne rewayat ki hai lakin yeh hawala nahe likha hota k yeh hadees ki konsi books say li gae hai) dua noor, dua ghanjul arsh, dua ayame bazul mukaram, dua saifi, dua mustijab, dua jameela etc. In dua main say konsi dua hadees say sabit hai?

Answer

Ye sab kisee mutabar hadeeth ki kitaab me nahi he. Us se behtar Al-Hizbul Azam he ya Munaajaate Maqbool. Ye kitaabo me saheeh dua he jo saheeh kitaabo se lee gayi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.