Likhwane ke beghair qarz dena
Question
Agar main kisi ko trust ki bina pay qaraz begair mudat fix kary aur begair likhwaye day dun tu kia mujy iska gunah ho ga Allah ka kia hukam hai is pay main gunhagar tu nai o raha. Q k main nay bohat logo ko aisy begair likhwaye qaraz dy dia hua hai.
Answer
Koi gunah nahi balke agar saheeh niyyat ho to qardh ka thawaab bohot ziyaadah ho. Sadqah se bhi ziyaadah he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.