Maeesha naam rakhna

· 27 Safar 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaamo

Question

Mere hone wale bache ke liye khush naseeb matlab wale Quranic name suggests kare. May agar beti ho to uske liye ye naam chuna hai, kya ye naam Quran se hai aur iska matlab sahi hai

Maeesha Rizqin. Iska matlab happy for entire life and kush qismat hai.

Answer

Maeeshah agarche Quraan me aata he lekin kisee ke naam ke tor par usko zikr nahi kya. Lihaaza aysa naam rakhna munaasib nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.