Bache ko adopt karna

· 9 Rabiʻ I 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Agar koi ese bache ki parwarish karna chahta hy jis bache ka nasab maloom naa ho or wo lawaris ho, to kia ese bache ke documantation k liye us k walid ki jagah apna naam likha sakte hein?

Answer

Jee ha lekin jab bacha bara hojaai to aap ke liye doroori he ke aap us ko bataawe ke aap aur aap ki biwi us ke haqeeqi maa baap nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.