Sharaab ki kamaai Allah ke raah me dena

· 11 Rabiʻ I 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTijaarat aur us ke mutalliq masaail

Question

Jo log Europe or America ma grocery stores ya restaurants ma sharab rakhty hain lkn jo income sharab ki sale sy ati ha wo nahi khatay blky Allah ki rah ma de dety hain kiya wo khud halal kha rahy hain ya haram?

Answer

Sharab ko khareedna bechna haraam aur lanat ki cheez he, na usko khareedo na usko becho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.