Shaikh se bay'at karna

· 24 Rabiʻ I 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaat

Question

Hazarat main mureed banna tha apni ladakpan mein... mere peer is duniya se ruksat kar chuke hai... Ab main unse raabtaa qayaam karna chahata hoon. Kaise karoonga... Yeh mujhe iski rah dikhaye.... Mujhe takleefe badi hain... Main mere peer ke mathehat latina chahata hoon. Unke khalifa kaun hai main nahi jaanta. Khalifa ke tahkeek ki toh pata chala Delhi yaa Saharanpur jaakar tehkik kare... Yeh dono jagah mujhse takreeban 3 din ka train ka safar hai... Meri mali halaat kafi badhtar hai... Mujhe rah dikhaye.

Answer

Uske intiqaal ke bad kisee saheeh aadmi jo muttabi sunnat ho aur dunya daar na ho unke haatho ke oopar bayat lelo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.