Shohar ke wafaat par iddat kitne din hogi?
Question
Mery khalo ka inteqal 1 muharram ko howa hy or khala iddat main bythi hoi hain. humain ye pata karna hy k khala ki iddat kab mukammal hori hy kyun k humain log confuse kar rahy hain k kuch khry hain k 8 january ko mukamml hori hy or kuch log khry hain k 12 january ko or kuch log khry hain k 18 january ko.
Answer
Aap ki khaala ki iddat chaar qamari maheene aur das din he us ke khaawind ki wafaat ke waqt se. Ziyaada tafseel ke liye is link ku dekhe http://muftionline.co.za/node/4907
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.