Islam chorne ke bad dobara Muslim banne se kiya woh shirk maaf ho jaaye ga?
Question
Suppose aik admi jo Muslim tha leikin wo koi aur mazhab mn chala jy aur un k rasmoo riwaj aur ibadat k tareky apna ly leikin ager wo doubara Muslim hona chahy tu kia wo ho skta ha aur kia us ny jo shirk kia wo b maf ho jy ga
Answer
Dharoor kyu nahi. Khuda ke yaha taubah ka darwazah hamesha kula huwa he.
Saheeh taubah karne se har qism ka gunah maaf hoga.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.