Sunnat namaaz ki qaza
Question
Agar koi namaz khaza hogai ho to kya us namaz ki farz namaz ke alawa sunnat ki bhi khaza padni padegi. Misal ke taur pe agar Zohar ki namaz khaza hogai ho to, kya hum niyat aisi karein
1. Zohar ki char rakat sunnat namaz ki khaza ada karta ho
2. Zohar ki char rakat farz namaz ki khaza ada karta ho
3. Zohar ki do rakat sunnat namaz ki khaza ada karta ho
4. Zohar ki do rakat nafil namaz ki khaza ada karta ho
Answer
Nahi, sirf fardh ka qadha parha jaayega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.