Shohar saas ke badan ko shahwat se choowna

· 2 Rabiʻ II 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Mere husband ne meri maa se najiz taluq the ab nahi hai mene kisi mufti se suna hai k aese karne se bivi haram hojati hai. phir halal kese hogii bivi?

Answer

Agar shohar saas ko shahwat ke saat us ke badan chowe ya bos wa kinaar kare ya jimaa kare to us ki biwi us par haraam hojaaigi. Aap us se kahe ke aap us ke upar haraam hogayee. Foran aap us se alag hojaaw.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.