Ghair mahram se baat karna

· 16 Rabiʻ II 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaat

Question

Kia khawateen mardoun sy guftugo karsakti hain agar wo gair mehram ho, aur jaisa k suna hai k aurat ki awaz ghar ki char dewari sy bahir nhi jani chaiye, kia ye sahi hai, because Nabi Muhammad sallallahu alaihi wasallam ka waqia hai k aik kafir aurat ap ka kachra phainkti thi, aur jab wo bimar hui tu ap oski kheriat maloom karnay oskay ghar tashreef lay gay thay, please rehnumai karain.

Answer

Ye ghalat baat he. Bila dharoorat ghair mahram se baat nahi karni chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.