Sunnat-e-muakkadah aur ghair muakkadah me farq aur teesri rakaat me sana se shuroo karna

· 9 Jumada I 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazWitr, Sunnat aur NawaafilSunnat-e-Muakkadah aur Sunnat-e-Ghair Muakkadah

Question

Main ye poochna chahta hu ke sunnate muakkadah me tashahud parh ke aur dua parh k 3rd rakat ke liye uthna he?

2. 3rd rakat me Sana se shuru karen gay?

3. Sunnat muakkadah aur ghair muakkadah k baaray me wazahat kar den.

Answer

1. Mahadh tashahhud parhle.

2. Third rakaat ko Surah Faatiha se shuroo karenge.

3. Muakkadah chorna ghalat he aur moojib-e-itaab he aur ghayr muakkadah ko chorne se koi buraai laazim nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.