Aabru ka baal kaatna
Question
Eyebrows ke saath ooper balon ka saaf karana jaiz hai ya nahi? Eyebrows neat karana ooper se kia jaiz ha?
Answer
Aabru ka baal kaatna jaaiz nahi he. Hadith Shareef me aayaa ke jo log aabru ke baal kaate to un par Allah Tala ki lanat he. Lekin agar ayk do baal ziyaada lambe hogaye aur koi usku kaate taake doowsre baal ke baraabar hojaye, to ye jaaiz he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.