Nare Ali sharif aur yashtasheer dua parhna

· 17 Jumada I 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsDua owr Zikr

Question

1. Nare Ali sharif kya hai? Chunke suna hai k isse dua qubool hoti hai.

2. Maine 3 saal pehle dua yashtasheer padhli thi chunke wo shiao ki thi to pakki tauba karna kaisa hota hai? Kaisa Allah se sachi taubah karke rujooh hojaaye?

3. Kya zulfe rakhi jasakti hai sunnat ki niyat see?

Answer

1. Ham jaante nahi. Ayse alfaaz me akthar shirkiyyah ki cheeze he. Us se bohot ihtiyaat karna chaahiye.

2. Tamaam baatil cheezo se taubah karo aur jin ke saamne ye ghalati huwi unke saamne taubah karo aur shiah ke tamaam cheezo se aur unki dosti se apni baraa'at ko zaahir karlo.

3. Jee ha, rakh sakta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.