Kiya geele haat se kapra napaak hojaye ga?

· 1 Jumada II 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTahaaratPaaki owr Napaaki

Question

Agar hamara jism napak hai or hath ya paaw geele hai to kiya jis kapre par hath ya paaw lagen ge wo napak ho jaye ga or jo napak kapre he agar un ko paak kar liya jaye aur phir un ko nikalna ho to kiya kisi ghareeb ko de sakte he ya unko phenk sakte he?

Answer

Agar haat ya paaw par koi napaaki he aur wo napaaki kapre par aawe to wo jaga naapaak hogi.

Gareeb ko de sakte he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.