Larki nikaah ka inkaar karna
Question
Agar larki ko majboor kar ke nikaah kiya jaye or larki dil me khuda ko gawah bana ke kisi aur ka naam le kar usko qabool kare aur apne iss husband ko hath bhi lagane na de to kiya hukam hai?
Answer
Agar nikaah karne ka matlab ye he ke usne kisee darje me khaawind ko manzoor kar liya, yani khaawind ko apne khaas khalwat me aane diya ya ba waqt nikaah usne inkaar nahi kya balke kisee tarah se use qubool karne ka alfaaz kehdiya to nikaah ho gayi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.