Namaaz me Makkah Mukarramah ya Madinah Munawwarah ki tasweer dekhna
Question
Agar Makkah ya Madina Sharif ki tasweer saamne ya daai aur baai jaanib ho to kiya namaz parhna makrooh-e-tahreemi he?
Answer
Nahi. Namaaz durust hogi. Lekin namaaz ke doraan Makkah Mukarramah aur Madinah Muawwarah ki tasweer ko na dheke. Behtar ye he ke qibla ke diwaar me na rakha jaaye, balke daai ya baai jaanib me rakha jaaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.