Secret nikaah ke ba'd waalidain ke saamne nikaah karna

· 6 Jumada II 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Hamare samaj mai late marriages ki rasm aam hogayi hai. Ab agar ek musalman baalig ladka aur ladki kufu mai nikah kare magar secretly, to kiya nikaah mun'aqid hoga?

Jab kuch saalo baad unke waalidain phir unhe nikaah karne ka kahe,to kiya ye dono aapaas me second nikaah kar sakte he ruswayi se bachne ke liye?

Answer

Mun'aqid to ho jaayega lekin ye secret marriages me bohot ziyaadah dushwaariyah aur pecheedgiya payda hoti he.

Second nikaah se kuch to hoga nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.