Jaan booj kar chowre huwe namaazo ka qaza karna

· 16 Jumada II 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazQadha Namaaz

Question

Ek ghair muqallid ke clip me suna ke woh keh rahe the ke namaaz qaza hona alag cheez hai aur qaza karna alag cheez hai. To qaza huwi namaaz parhe aur jaan booj kar qaza kardi huwi namaaz na parhe dua maghfirat kare. Kiya ye sahi he?

Answer

Ghalat keh raha he. Khandaq me namaaz choot gayi qasdan aur uski qadha ki gayi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.