Prostitute ke saath baat karna

· 21 Jumada II 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaat

Question

Hum ne excitement me ek prostitute se baat ki aur baat karte waqt usko touch kiya (unknowingly). Hume Allah ka dar laga aur foran waapas huwe. Kiya yeh zina he. Hum nafs ke maare itni bari ghalti kar bethe. Is ka kaffarah kiya hoga?

Answer

Ye bhi eik qism ka zina he. Taubah kare aur aysi jageh se qareeb na jaaye. Allah Ta`ala maaf karega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.