Talaaq ko mu'allaq karna

· 21 Jumada II 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaq

Question

Me ek dost ke paas gaya tha. Waha thori se narazgi ho gayi to me ne ghusse me kaha ke agar me dobara yaha aaya to meri biwi mujh pe talaaq. Ab masla ye he ke woh dost mera phoopi zaad he. To mera sawal ye he k agar ayinda ke liye me gaya to kiya talaaq ho jayegi?

Answer

Jee, ho jaayegi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.