Gau me jumuah ki namaaz parhna
Question
Namaaz-e-jumah ki jamaat gau (village) ki masjid me ada krane ke ahkaam kiya he? Is ke liye koi makhsoos hudood aur quyood he?
Answer
Hanafiyyah ke yaha jumuah ki namaaz ki sihhat keliye ya to shahr hona chaahiye ya aysa qasbah jo shahr jaysa ho mathalan 3000 ki abaadi ho aur roz marrah ke zarooriyyaat aasaani ke saath muyassar ho.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.