Wada torne ka kaffarah dene ke baad us kaam ko dobara karna
Question
Agar Allah se wada kar ke tor diya aur uska kaffara ada kar diya to kiya phir wo kaam dobara kar sakte he ya nahi?
Answer
Jee ha, jab toot gaya to koi paabandi baaqi nahi rahi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.