Sunnat-e-muakkadah ko chorna
Question
Kiya sunnat namaaz ki qaza parhni chahiye or agar hum jaldi me ho apni job me busy ho to kiya sunnat chor sakte, bas farz ada karna kafi he?
Answer
Jab fard namaaz ka waqt khatam ho gaya, to us waqt ki sunnat namaaz ka waqt bhi guzar gaya. Sunnat namaaz ki qaza nahi hogee.
Sunnat-e-muakkadah ka chorna jaaiz nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.