Kya waleema ke liye rukhsati zaroori he?
Question
Kya waleema ke liye rukhsati zaroori he. Kya aysa ho sakta he ke same day nikaah parha ke waleema kar diye jaaye or larki apne maa baap ke ghar chali jaaye?
Answer
Miya biwi ko khalwat karna chahiye.
Khalwat ho jaane ke bad to waleemah kya ja sakta he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.