Khwaab ki Tabeer

· 5 Shaʻban 1434 AH1 min readRoman Urdu
DreamsUrdu Questions

Question

meinay khawab may dekha k mein terrace pr khadi hoo aur bismillah hirahman nirahim padh ri hoo, vaha nakli hair pade hai aur jaisay hi meinay bismillah padhna shuru Kia Vaisya hi vo bal mein say snake zinda Hua aur meri aankh Khul gayi. Mujay aksar snack k sapne aate hai aur mein hamesha khawab may snack say bout darti hoo aur dar kr bhag jati hoo. Agr aapko es khawab ki tabeer pata hai to mujay btaye.

Answer

Paanch waqt ke namaaz ke ba'd aur sone se pehle chaar qul aur Aayatul kursi parh liya kare. Allah Ta'ala aap ko har shar se hifaazat farmaa enge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.