Bila gawaah ka nikaah

· 16 Shawwal 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Kia larka larki khud nikaah kar sakte he agar zina hone ka khatra ho to, bagair gawah or wali ke, or bad me ghar wale nikaah karwa de jab ke nikaah pehle se ho to kiya koi masla to nahi?

Answer

Bila gawaah ke nikaah to hota nahi. Ye bhi zina he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.