Namaaz ki tilaawat me bhool hojaana
Question
Agar namaaz chalu me aisa lage ke koi surat me bhul huwi he to kiya sajda sahw kar sakte he ya phir wo namaaz phir se dohrani parhegi?
Answer
Agar ye bhul choti see ho to namaaz ho gayi. Quraan Shareef ke andar ghalati karne se sajdah sahw se tadaaruk nahi kya jaata he. Balke agar ghalati choti see ho to namaaz durust ho jati he aur agar bara fuhsh ghalati ho to toot jaati he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.