Aurato ke liye kin kin jagho se baal hatana jaiz he?

· 21 Dhuʻl-Hijjah 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaatBaalo ke ahkaam

Question

Aurato ke liye kin kin jagho se baal hatana jaiz he? Me ne ek jagah parha he ke aurat sirf sharamgah ke baal hataye 20 din ke bad aur baghal ke baal hatane ka hukam nahi aurat ke liye.

Answer

Baghal ka baal hatana aur saaf karna bhi dharoori he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.