Musjid me sona

· 28 Dhuʻl-Hijjah 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWaqfMusjid ke AhkaamKin logo ko musjid se rokna jaaiz he

Question

Masjid me kisi aise shakhs ko raat sulana kaisa he jo namazi bhi nahi aur kisi doosre city ka rehne wala he aur yahaa murgiyo ka karobar karta he?

Answer

Usko mana karna chaahiye. Musjid to sone keliye nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.