Waaris ko apne mutaayan hisse se kum dena

· 1 Muharram 1441 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWaraasat

Question

Kiya Allah Pak ne insaan ko itna haq diya he ke wo wirasat me jaise chahe kaam de or jisse chahe ziyaada de?

Answer

Nahi. Waraasat ke ahkaam sub saabit he. Har waaris ka hissa bhi mutaayan he. Kisi waaris ko apne mutaayan hisse se kum dena haraam he aur bohat bara ghunaa he. Hadith shareef me sakt waeed aayee he un logo ke liye jo waariso ko apne hisse waraasat se mahroom kare ya kam dede.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.