Qurbaani ki jaanwar bechna ya tabdeel karna

· 2 Muharram 1441 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQurbaani

Question

Agar qurbani ke liye ek janwar le liya jaye to us se kiya dobara bejha ja sakta he ya tabdeel kiya ja sakta he?

Answer

Agar woh maaldaar shaksh ho to jaaiz he, lekin agar doosra jaanwar ki qeemat pehla jaanwar ki qeemat se kam ho to jitna farq ho utna to sadaqah me dena chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.