Hijaamah

· 3 Muharram 1441 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaat

Question

1. Hijama month ki kon kon se tareekh ko karaaya jaata he?

2. Sunnat ke kitne cupping points he aur kaha kaha?

Answer

1. Hadith Shareef me satra, unnees aur aykees tareekh qamri mahine me hijaamat karne ka khaas faaida bataaya gaya.

2. Mukhtalif beemaariyo ke liye mukhtalif jagho par hijaamat kiya jaata he. Us ke liye kisi tajrabah kaar doctor ki taraf rujoo kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.