Kiya smuggling jaaiz he?
Question
Kiya smuggling jaaiz he? Maslan yaha chalian sopari ka smuggling hota he Pakistan me paan parag ka bhi cigarette ka bhi. To ye sab mubaah cheze he to is bare me kiya fatwa he? Agar najaaiz hai to kiyu aur qanoon ki pasdari kab lago hoti he jab ke Islami nizam bhi nahi nokria bhi nahi kuch asani ka mamla farmaye.
Answer
Musalman aysee harkat ko nahi karna chaahiye jisme khatraat ho izzat aabru ke khilaaf. Maal aur dowlat khatre me daalna ye munaasib nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.