Choti beti se hurmat-e-musaaharah

· 12 Muharram 1441 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Mene ek dafa bayan me sunna tha ke agar beti baaligh hojaye aur baap ko pyaaar karte hoye ghalti se bhi agar shehwat aajaye to us k liye us ki biwi hamesha ke liye haraam hojaati he.

Me poochna chahta agar beti baaligh na ho aur khuda na kare baap ko shehwat aajaye beti ko pyaar karte hoye to tab bhi yahi hukam he kiya ?

Answer

Agar bethi itni choti ho ke in baato ki khwahish na ho to haraam nahi hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.