Paan ka khaana
Question
Mera sawal ye hai ke kia zarda (tobacco) ka istmela makru hai ya haram? Main namaz ka paband hun magr mujh me ek kharab aadat hai ke main pan khata hun to meri ibadat khubul hai ya nahi?
Answer
Paan ka khaana jaaiz he owr teree ibaadat bhi qubool hogi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.