Kiya Nabi (sallallahu alaihi wasallam) ko shahaadat ka martabah haasil he?
Question
Jaisa Allah Ta'ala Quran me farmata he ke shaheed zinda he, kiya aisa Hazrat Muhammad (sallallahu alaihi wasallam) ka bhi he Quran me ya ye fazilat sirf shuhada ko hasil he?
Answer
Jab shaheed ko ye martabah haasil he to Ambiyaa ko bohot ziyadah guna ziyadah martabah haasil he aur phir Sayyidul Ambiyaa ko kya poochna. Shaheed ka martabah Hadhrat Nabi (sallallahu alaihi wa sallam) se bohot hee kam he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.