Meeraath ki taqseem

· 17 Muharram 1441 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWaraasat

Question

Hum 4 bhai, 6 behne, ammi aur dadajee he. 951 000 ki maliyat ka ghar he. Is me behno, ammi, bhaiyo aur dadajee ka hissa kitna he paiso me?

Answer

Poora tarikah ko 336 baraa bar hisse me taqseem kiya jaaye aur is tareeqah se taqseem kiya jaaye:

Waalidah ko 42 hisse milega = 118 875

Dada ko 56 hisse milega = 158 500

Har larka ko 34 hisse milega = 96 232.14

Har larki ko 17 hisse milega = 48 116.07

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.