Shohar ki ijaazat ke beghair Muharram ka nafl roza rakhna
Question
Biwi ne shohar ki ijazat ke beghair 9 Muharram ka nafl roza rakh liya. Lekin ab shohar ko maloom huwa tu wo roza na rakhne ka keh raha he. Shari hukam kiya he?
Answer
Behtar he ke khaawind ki baat maan le.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.