Doosra shohar ka hissa waalida ke intiqaal ke bad

· 19 Muharram 1441 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWaraasat

Question

Mere walid sahib ka intqal 1982 me huwa. Unho ne apni warasat me ek makaan diya. Meray walid me se hum 2 bhai aur 2 behne he. Makan ki maliyat 1 caror he (approximately). Meri walida nay 1995 me doosri shadi kar li aur doosre shohar me se ek beta or ek beti he. Ab walida ka intiqal ho gaya he. Ab us makan ka batwara kis tarah ho ga? Kiya in ke doosre shohar ke hisse me kuch aaye ga ya nahi?

Answer

Jee haa, doosra shohar waalidah ke hisse se eik chotaai ka hissah milega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.