Ma apne shaadi shuda bete ko bistar par hug karna

· 25 Muharram 1441 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Kisi larki ki new shadi jab hoti he. Wo susral me har cheez differnet dekhti he aur adjust hone ki koshish karti he lekin sometimes jab saas shadi shuda beta ko apne saath sulati ya baar baar hug kar rahe he bed pe to biwi kaise bardasht kare. Me jaanti hu ke maa he lekin larki jab aisi mahol se nahi he to aise hote dekh ke kaisi bardasht kar sakti?

Answer

Ye ghalat he saas usko is tarah baghal me lena nahi karni chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.