Safar ki wajah se namaaz apne waqt se pehle parhna
Question
Kabhi din ka lambi safar jaana hoga toh namaz koi bhi time pe nahi mil sakti ya nahi parh sakte. Flight may aise waqt pe 2 ya 3 waqt k namaze yaani Zohar, Asar aur Magrib ki namaz ek hi bar saare parh ke safar ke liye ja sakte he kiya ya koi tareeqa bataye.
Answer
Namaaz ke waqt ke aane se pehle namaaz saheeh nahi hoti.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.