Software company me kaam karna jo banks ke liye bhi software banaati he
Question
Aisi software company me job karna saheeh hoga jo banks ke liye software banati ho. Banks ke ilawa hospitals aur doosri companies ke liye bhi softwares banati ho.
Answer
Agar aap ka kaam jawaaz ke hudood ke andar ho to ye jaaiz hoga. Baaqi ayse comany me kaam karna munaasib nahi jahaa par halaal ya haraam ka imtiyaaz nahi hota.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.